Mere dil ke ko dard kisne dekhaa hain, Mujhe bus khuda ne tadapte dekha hai Hum tanhayi mein baithe rote hain, Logo ne hume mahfil me haste dikha h
Friday, 9 January 2015
Zindagi ke safar ki manzil
Zindagi ke safar ki manzil hai maut, Milti hai zindagi toh aati hain maut, Hasna hai zindagi toh rona h maut Chalna h zindagi to rukna hai maut Har aashiq ki zindagi ki manzil h maut
Monday, 5 January 2015
Subah hoti hai meri, tere naam se,
- Subah hoti hai meri, tere naam se,
din jaata hai apne kaam se.
Sham hote hi phir khayal aata hai tera,
Dua hai khuda se, bana de tujhe mera.
Ek chhoote se sawal par
Ek chhoote se sawal par
Itni khamoshi….?????
Bas itna hi toh puchha tha-
“Kabhi wafaa ki h kisi se…” ??
Sard mausam ka maza kitna alag sa hai,
Sard mausam ka maza kitna alag sa hai,
Tanha raat mein intazaar kitna alag sa hain,
Dhund bani naqab, aur chupa lia sitaron ko,
Unki tanhaai ka ab ehsas kitna alag sa hai..!
Subscribe to:
Posts (Atom)