Tuesday, 20 January 2015

Zindagi tasveer bhi h a

Zindagi tasveer bhi h aur takdeer bhi Fark to sirf rango ka hain, Manchahe rango se bane to tasveer Aur anjane rango se bane to takdeer -

True Lines on Insaan –

True Lines on Insaan –

So sukh pakar bhi sukhi na ho
Par ek gum ka dukh manata hain
Tabhi to kaisi karamaat h kudrat ki
Laash to tair jati hain pani mein
Par zinda aadmit doob jata hain

Ek pal ki judai gawara na kar sake

Ek pal ki judai gawara na kar sake
Aisa ishq hum dobara na kar sake
Zindagi bhar palat ke naa dekha kabhi
Hum fir v shikwa tumhara naa kar sake
Tune toh har kisi se dil laga ke dekha
Magr hum apne dil ko awara na kar sake
Jaan tak luta di un ke pyar mein magar…
Ek dil hi woh apna humara naa kar sake..

Meri zindagi mujhe yeh bata,

Meri zindagi mujhe yeh bata,
Muje bhul kar tujhe kya mila ?
Meri hasrato ka hisaab de,
Dil tod kar tujhe kya mila….?
Tere chaar din ke pyaar se,
Muje umar bhar ka gum mila
Main toot kar bikhar gayi,
Muje tod kar tujhe kya mila ?

Jo aansu dil me girte

Jo aansu dil me girte h wo ankho me nahi rehte Bahut se harf aise hain jo lafzo mein nahi rehte Kitabo mein likhe jate hai dunya bhar ke afsane Magar jin mein hakikat ho kitabo me nahi rehte -

Mere dil ke ko dard

Mere dil ke ko dard kisne dekhaa hain, Mujhe bus khuda ne tadapte dekha hai Hum tanhayi mein baithe rote hain, Logo ne hume mahfil me haste dikha h -